Stand out for this role — generate a tailored resume and cover letter in about a minute.
ZaazB Sukkur mein ek zimmedar, mehnati aur tajurbakar graphics designer ki talaash hai jo hamari team ke sath mil kar behtareen kaam kar sake.
Tajurba mein printing ya graphic designing 2–3 saal hona zaroori hai; CorelDraw, Adobe Photoshop, InPage par maharat aur sublimation printing ki samajh lazmi hai. Neon design ka tajurba behtar hai, warna seekh sakte hain. File tayyari par tawajjo ki jayegi taake cutting ya printing me kam nazar aaye.
Hamein apni shop ke liye ek zimmedar, mehnati aur tajurbakar Graphics Designer ki zarurat hai jo hamari team ke sath mil kar behtareen kaam kar sake.
Daily Rs. 1,000 se Rs. 1,500 diye jayenge. Agar aap ka kaam achha aur tasalli-bakhsh hua toh yeh paise aage barha bhi diye jayenge.
Jo hazraat waqai khud ko is kaam ke qabil samajhte hain aur yeh tamam sharaait poori karte hain, woh baraye meharbani WhatsApp par rabta karein: